
Tera mujshe nazrain churana ..
Fer Sharma k meri ankho main dekh halka sa
muskurana…
Fr baithaye baithye balon ki lat ko uljhana….
Gulabi hotton se mujhye naam leke bulana ….
Kuch kehtaye kehtaye bhich main hi ruk jana…
Kabi nakhre dikhana toh kabi pas ana….
Khuda kasam bhut yaad atta hai…
(Beimaan😥)
